Google adsense approval trick in hindi

 

Google adsense approval trick in hindi

google adsense approval trick in hindi



Kya aap Google adsense account approval trick 2021 me janna chahte hai…

Bahut naye bloggers ka adsense approve hone me time lagta ya phir nhi hota hai yani reject ho jata hai kyunki woh rules ko follow nhi karte hai….


Aaj ess post me apko yeh pata chalega ki aap adsense approval kaise le sakte hai…………


1.Write High quality contents

2.Blog domain

3.Sufficent contents or post

4.Ɪllegal content na likhe


5..Others ad network


6...Ye sab page jarur daale






1.Write high quality contents

adsense approval trick

Jo Naye Bloggers hote hai woh yeh soch ke chalte hai ki copy paste karkewoh adsense ka approval le lenge ya post ko easily rank kar lenge Lekin Ek twist hai ki.. Agar aap copy paste karte ho toh google ke spider ya aasan bhashaon me crawler bolte hai unko pata chal jata hai ki aapna copy paste work kiya hai… Esliey apni khud ki article likhe…..Aapka har ek post kam se kam 500 words ka hona chahiye aur 100% original bhi.Esse aapke adsense approval ke chances 95% badh jaate hai.

2.Blog age

Google ke new Guildlines ke mutabik agar aapka blog ka age 6 month se kam hoga toh aap adsense ka approval nhi le skte hai jisse aapka adsense reject ho jayega….Lekin Agar aapk high quality contents likhte hai toh aapka 1 month me adsense approval mil jayega…


3.Sufficent contents or post

Adsense ke guidelines ke hisab se aapko 300 words ka ek post likna hai ya phir usse jyada. Ese hi aapoko 40-50 post likhne hai..Agar aapk 500 - 700 words ka post likhte hai toh aapko sirf 20 post likhna hoga.


4.Ɪllegal content na likhe

google adsense approval 2021

Adsense team aapke content ko review karti hai aur Agar aapka website ya blog adult content, gambling, hacking, casino or drug abuse content se related hai aapko adsense ka approval nhi mil sakta hai lekin aap post ko delete karke apply kar skte hai………


5.Others ad networks

Aap adsense ke alternative use kar sakte hai jisse aapko jaldi approval mil jayega..

In se aap earning money kar sakte hai aur ye personalized information bhi hai


1.Adsterra

2.popads

3.infolinks

4.BulletProfit

5.RevenueAds

6.amazon associates program

7.Media.net

8.Propeller ads

9.Advsersal

10.Adnow

11.Taboola Native advertising

12.Adcash

13.Carbon ads



6.Ye sab page jarur daale

Adsense approval ke liye aapke blog me about,disclaimer,privacy policy,terms and condition hona jaruri hai jisse aapke adsense ke chances increase ho jayenge…



AGar aapko koi queries hai toh aap hame email kar sakte hai harsh91614989@gmail.com


Oldest